Click Here to save more on coupon deal while shopping only on coupondealshopping
Click Here to save more on coupon deal while shopping only on coupondealshopping

Fun394

One good shairi begets another, so here goes.....



Dharti, taarey, pahaad, pathar

Dharti, taarey, pahaad, pathar....

Ekhathar, bahathar, chauhathar !

( No questions on what happened to trihathar please )



Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain

Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain....

JAISE KAL CHAMAK RAHE THE !!!





mujhe phir wahi yaad aane lage hain

mujhe phir wahi yaad aane lage hai

mujhe kyon infinite loop me dal rahe hai??



Tum har raat mere khwabon mein aao,

Tum har raat mujhe yuunhi satao,

Melody khao khud jaan jao........



Mat pee sharab galib masjid mein baith kar

Mat pee sharab galib masjid mein baith kar

Ek hi botal hai, kahin khuda na mang le



Mainetumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya

Mainetumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya

Magar tum itney be-wafa nikle ki nahake chal diye



kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai

kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ..

ke kyon kabhi kabhi mere

dil mein khayal aata hai??



Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye

Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye,

iodex maliye kaam pe chaliye



Door se dekha to kuchh dikha nahi......

Dooor se dekhaaa.. to kuchh dikha nahi.....

Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi



Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai

Dharti so rahi hai,Aasman so raha hai

Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?



Aasmaan mein ud raha hai kabootar

Aasmaan mein ud raha hai kabootar

Flutter Flutter, Flutter Flutter



Mainetumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita

Mainetumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita

Tan ki shakti, manki shakti, Bournvita



Main hu yahan, tu hai wahan

Main hu yahan, tu hai wahan

Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan







Keep???. J

No comments: